Lyrics:

1. In Lamhon Ke Daaman Mein
2. Jashn-E-Bahaara
3. Khwaja mere Khwaja

Song : In Lamhon Ke Daaman Mein

Music : A R Rahman
Lyrics : Javeed Akhtar
Singers : Sonu Nigam, Madhushree

In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain

Khamosh Si Hai Zameen Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa Ab Aasman Talak Hai
( Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein )… (2)

Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tanam Tanam Tanam Tanana Dom Tom
Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tanana Dom Ta Dom Tanana Dom Ta Dom
Tana Dom Tom Tana Dom Tom Tanana Dom Tom
Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Dom
Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana
Ohhoo
Dom Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana
Dom Tom Tana Nana Dom Tom Tana Nana

Kaise Yeh Ishq Hai
Kaisa Yeh Khwab Hai
Kaise Jazbaat Ka Umda Salab Hai

Kaise Yeh Ishq Hai
Kaisa Yeh Khwab Hai
Kaise Jazbaat Ka Umda Salab Hai
Din Badle Raatein Badli, Baathein Badli
Jeene Ke Aandaz Hi Badlein Hai
In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain

Samay Ne Yeh Kya Kiya
Badal Di Hai Kaya
Tumhe Mene Paa Liye
Mujhe Tumne Paya

Mile Dekho Aise Hai Hum
Ke Do Sur Ho Jaise Madham
Koi Jyada Na Koi Kaam
Kise Aag Mein
Ke Prem Aag Mein
Jalte Dono Hi The Tan Bhi Hai Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi
Tan Bhi Hai Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi

Mere Khwaabon Ke Is Gulistaan Mein
Tumse Hi Tum Bahar Chai Hai
Phoolon Mein Rang Mere The Lekin
In Mein Khusboon Tumhi Se Aaye Hai

( Kyon Hai Yeh Arzoo
Kyon Hai Yeh Zustzu
Kyon Dil Bechain Hai
Kyon Dil Betaab Hai )… (2)
Din Badle Raatein Badli Baatien Badli
Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain

In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain

Khamosh Si Hai Zameen Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa Ab Aasman Talak Hai
Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein…

Song : Jashn-E-Bahaara

Music : A R Rahmen
Lyrics : Javeed Akhtar
Singers : Javed Ali

Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai

Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai
Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai
Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein
Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoye Si Baatein Hain

Ooooo Hooooo…
Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai
Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein
Kaise Kahen Kya Hai Sitam
Sochte Hai Ab Yeh Hum
Koi Kaise Kahen Woh Hai Ya Nahi Humare
Karte To Hai Saath Safar
Faasle Hain Phir Bhi Magar
Jaise Milte Nahi Kisi Dariya Ke Do Kinare
Pass Hain Phir Bhi Paas Nahi
Humko Yeh Gum Raas Nahi
Seeshe Ki Ek Diware Hai Jaise Darmiya
Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoye Si Baatein Hain
Oooo Hoooo..
Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai
Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein
Hum Ne Jo Tha Nagma Suna
Dil Ne Tha Usko Chuna
Yeh Dastaan Humein Vaqt Ne Kaise Sunai
Hum Jo Agar Hai Gumgee
Woh Bhi Udhar Khush To Nahi
Mulakato Mein Hai Jaise Ghul Si Gai Tanhai
Milke Bhi Hum Milte Nahi
Khilke Bhi Gul Khilte Nahi
Aankhon Mein Hai Baharein Dil Mein Khiza
Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoye Si Baatein Hain
Oooo Hoo
Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai
Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Hindi Song Title: Khwaja Mere Khwaja

Khwajajiiii, khwaja
Khwajajiiii, khwaja, khwaja ji
Ya gharib nawaz
Ya gharib nawaz
Ya gharib nawaz
Ya moinuddin, ya khwaja ji
ya khwaja ji
ya khwaja ji

(Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara) - 2
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari
Khwaja mere khwaja

Tere darbar mein khwaja
Door toh hai dekha

Tere darbar mein khwaja
Sar jhuka te hai auliya
Tu hai unalwali khwaja
Rutba hai pyara
Chahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya

Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara

Mere peer ka sadka
Mere peer ka sadka
Hai mere peer ka sadka
Tera daaman hai thama
Khawajaji
Tali har bala humari
Chaya hai khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak
Toh kam hai ae mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chodna gawara

(Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara) - 2

Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari

(Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara) - 2

khwaja ji
khwaja ji
khwaja ji ….